Q.1 How to remove gmail I'd from your disabled account.
Answer
Facebook ke new strictly term and condition ke wajeh se aaj hamlog jb new account banate hai chahe ho personal ho ya fake account ho uske activity par Facebook ki algorithm bohot strictly nazar rakhti hai apki activity ko wo notice karte hue agr use ye mahsoos hota hai
Ke Aap Facebook par aate hi aap Bohot saare logo ko request send karne lagte ho ya kuchh aisi harkat karne lagte ho
Jise Facebook ko doubt ho jata hai aur wah apki I'd ko ya to permanently disabled kr deta hai ya verify krne bolta hai aur uss case apko apki I'd proof verify karwane ko kehta hai agr aap Nahi karate to apki I'd disabled kar diya jata hai
Aur aapne jiss gmail I'd se ya mobile number se I'd banaye hote ho wo Usme se remove nahi hone ke wajeh se aap jb new account create krte hai to apko E-mail is already used jaisi problem aane lagti hai
E-mail I'd kaise remove kare
Agr apki Facebook id disabled ho chuki hai aur apko usme se apna e-mail I'd remove krna hai hai to chaliye mai apko btata hu
Step 1.
Click on the link
Step 2.
Tick on 3rd options
Enter your email I'd jise aap disabled facebook account se nikalna chate hai
Yaha aapko likhna hai ke
<Dear Facebook team,
my email I'd is linked with disabled account so I want to remove my email I'd from disabled account please remove my gmail id from disabled facebook account>
Stape 5.
Enter your full name jo apke disabled facebook account par tha
Then
Enter your Date of birth
Then
Click on <I agree>
Then
Click on the send button
For example ke liye niche ek demo diya gaya hai